Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaj Babbar
HomeRaj Babbar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Tera Chehra Mujhe Gulab Lage
tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa har ek cheez hai apni jagaah thikaane se kayi dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere bagair jahaan mein koi kamin si thi tere bagair jahaan mein koi kamin si thi bhatak rahi thi jawaani andheri raahon mein sukun dil ko mila aa ke teri baahon mein main ek khoyi huyi mauz hoon tu saahil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri meri talaash teri dilkashi rahe baaki khuda kare ke ye deewaangi rahe baaki teri wafa hi meri har khushi ka haasil hai
tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa har ek cheez hai apni jagah thikaane se kai dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai tere khayaal se jaagi huyi fizaayen hain ye sabz ped hai yaa pyaar ki duwaayen hain tu paas ho ke nahin phir bhi tu muqaabil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan ye roshni jo naa ho zindagi adhuri hai rahe wafaa mein koi humsafar zaruri hai ye raasta kahin tanhaa kate to
tumhen bhool jaane ka haq hai agar humen haq mohabbat nibhaane ka hai tumhen bhool jaane ka haq hai agar humen haq mohabbat nibhaane ka hai abhi se tumhen kya batayen bhala ye anjaam kya is fasaane ka hai tumhen bhool jaane ka haq hai agar wafaon ke rishte nahin tootte ye bandhan bandhe to nahin chhootte zara ye unhen bhi bata de koi jinhen shouk daaman chhudane ka hai tumhen bhool jaane ka haq hai agar nazar mein koi aur dil mein koi kisi se wafa aur kisi par sitam humen tumse koi shikaayat nahin ye dastoor saare zamaane ka hai tumhen bhool jaane ka haq hai agar humaare liye thi jo dil ki lagi kisi ke liye dil lagi ban gayi humen yun hansaya ke hum ro diye tareeka naya dil lagaane ka hai tumhen bhool jaane ka haq hai agar humen haq mohabbat nibhaane ka hai abhi se tumhen kya batayen bhala ye anjaam kya is fasaane ka hai tumhen bhool jaane ka haq hai agar
aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa jab teri duniya ka har kaam hai ulta kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta seedha aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa bachcha tadpe zakhmi roye mamta insaan hoon aakhir main kaise na sunta bachcha tadpe zakhmi roye mamta insaan hoon aakhir main kaise na sunta rote ko hansa aaya bigadi to bana aaya kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta seedha aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa murat pe to ganga jal jag phenke majboor ka jalta ghar koi na dekhe murat pe to ganga jal jag phenke majboor ka jalta ghar koi na dekhe vo ghar to bachana tha phir malik tu hi bata kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta seedha aye khuda
hey hey hey hey hey lalalalala la la ho ho ho ho lalala la la la la are jhumooo hey nachooo ye golden wedding hai aise insaan ki jiski zindgani hai sachayi aur imaan ki are suno are suno uncle robert kya bolen tumko uncle robert kya bolen tumko tumko dekh kar kyun aisa lagta hai ke humko bhi shadi karna maangta ke humko bhi shadi karna maangta uncle robert kya bolen tumko uncle robert kya bolen tumko tumko dekh kar kyun aisa lagta hai ke humko bhi shadi karna maangta ke humko bhi shadi karna maangta are ho tum painsath saal ke par lagte ho tum chhattis ke khate ho kaun sa gehun kis chakki mein ho peeste haye haye touch wood kya bolen tumko haan uncle robert robert kya bolen tumko tumko dekh kar kyun aisa lagta hai ke humko bhi shadi karna maangta ke humko bhi shadi karna maangta wife husband dono mein dekho jab itna pyaar hai phir kyun na guzre har din mano jaise ki tyohaar hai uncle robert kya bolen tumko uncle robert kya bolen tumko tumko dekh kar kyun aisa lagta
hoo hoo aaaa aaaa aaaa ho oo yaar ki gali din bahaar ka haye aa gaya maza aaj pyaar ka haye yaar ki gali din bahaar ka haye aa gaya maza aaj pyaar ka haye hoo hoo hoo hoo ho ho ho oo oo yaar ki gali din bahaar ka haye aa gaya maza aaj pyaar ka haye hoo hoo hoo hoo ho ho ho oo oo ek teri nazar hai ek meri nazar hai ek teri nazar hai ek meri nazar hai beech mein ab nahin aur koi parda hai na deewaar koi bas isi ka to intzaar tha haye aa gaya maza aaj pyaar ka haye hoo hoo hoo hoo ho ho ho oo oo baat chhup chhup ke meri jaan kar nahin raaz apna hai kisi ka dar nahin baat chhup chhup ke meri jaan kar nahin raaz apna hai kisi ka dar nahin pyaar karle aaj toh dil khol ke aaa roz dilbar kahan milega aisa haseen mauka aaaa aaa haath se mila haath yaar ka haay aa gaya maza aaj pyaar ka haye hoo hoo hoo hoo ho ho ho oo oo dil tera bhi pyasa dil mera bhi pyasa dil tera bhi pyasa dil mera bhi pyasa yun doobe mohabbat mein jaani ke sar se guzar jaye paani kis kadar ye dil
zindagi se jab mile ajnabi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi har cheez paas aati huyi har cheez paas aati huyi door hi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi jise zindagi kehte hain ek raaz hai wo gehra patjhad ke saath saawan dariya ke saath sehra jise zindagi kehte hain ek raaz hai wo gehra patjhad ke saath saawan dariya ke saath sehra kabhi dosti lagi to hoo kabhi dosti lagi to kabhi dushmani lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi aaa aaaaa dil dil ke beech laakhon parde pade huye hain dil dil ke beech laakhon parde pade huye hain khamosh saahilon par toofan khade huye hain honthon ki hansi hooooo honthon ki hansi aadmi ki bebasi lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi naari ki zindagi to majboor ek nadi hai naari ki zindagi to majboor ek nadi hai paida huyi kahaan par jaa kar kahaan mili hai sach baat sunke sab ko oooo oooo ooo ooo sach baat sunke sab ko aksar buri lagi zindagi se jab mile ajnabi lagi is zindagi ke silsile kitne ajeeb hain jo the nazar se door wo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tera Chehra Mujhe Gulaab Lage Aapas Ki Baat (1981) 05:59 37849
 
Poster of Aapas Ki Baat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Poonam Dhillon
Duration : 05:59   Song Number : 37849   

Tu Is Tarah Aap To Aise Na The (1980) 06:44 12589
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Babbar
Raag- 
Durga
Duration : 06:44   Song Number : 12589   

Tu Iss Tarah (Female) Aap To Aise Na The (1980) 07:33 12588
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Ranjeeta Kaur, Raj Babbar
Raag- 
Durga
Duration : 07:33   Song Number : 12588   

Tumhen Bhool Jaane Ka Mazdoor (1983) 04:57 38047
 
Poster of Mazdoor (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Padmini Kolhapure, Nanda
Duration : 04:57   Song Number : 38047   

Ulta Seedha Ulta Seedha (1985) 07:07 19212
 
Poster of Ulta Seedha (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri, Raj Babbar
Duration : 07:07   Song Number : 19212   

Uncle Robert Kya Bolen Tumko Ulta Seedha (1985) 05:09 37143
 
Poster of Ulta Seedha (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Rati Agnihotri, Deven Verma
Duration : 05:09   Song Number : 37143   

Yaar Ki Gali Din Bahaar Ka Ulta Seedha (1985) 04:17 37142
 
Poster of Ulta Seedha (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Rati Agnihotri
Duration : 04:17   Song Number : 37142   

Zindagi Se Jab Mile Asmaan Se Ooncha (1989) 04:39 40854
 
Poster of Asmaan Se Ooncha (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Raj Babbar, Govinda, Anita Raj, Sonam
Duration : 04:39   Song Number : 40854   
Karaoke Songs of raj babbar, Sad Songs of raj babbar, Love Songs of raj babbar, Dance Songs of raj babbar, Hip-hop songs of raj babbar, Best songs of raj babbar, Super hit songs of raj babbar, hit songs of raj babbar, duet songs of raj babbar, solo songs of raj babbar, old songs of raj babbar, famous songs of raj babbar, Hindi Karaoke Songs of raj babbar, Hindi Sad Songs of raj babbar, Hindi Love Songs of raj babbar, Hindi Dance Songs of raj babbar, Hindi Hip-hop songs of raj babbar, best Hindi songs of raj babbar, super hit Hindi songs of raj babbar, hit Hindi songs of raj babbar, duet Hindi songs of raj babbar, solo Hindi songs of raj babbar, old Hindi songs of raj babbar, famous Hindi songs of raj babbar, Sing Along Songs of raj babbar, Sing Along Sad Songs of raj babbar, Sing Along Love Songs of raj babbar, Sing Along Dance Songs of raj babbar, Sing Along Hip-hop songs of raj babbar, Sing Along Best songs of raj babbar, Sing Along Super hit songs of raj babbar, Sing Along hit songs of raj babbar, Sing Along duet songs of raj babbar, Sing Along solo songs of raj babbar, Sing Along old songs of raj babbar, Sing Along famous songs of raj babbar